Aise he hai zindgi, jina seekh liziye.
Kitne aaye, kitne gaye, riste bane, sapne saze aur zindgi chalti gaye.
Sabne kaha aise ziyo, kuch ne kaha waise ziyo, baaki kuch saath rahe hamere. Chal rahe thee saath kuch pal tak aur phir kinare me ho liye juda, zindgi phir bhi chalti rahi.
Apne, paraye, zulm, sitam, ruswai, siskiyaa sabko mila liziye phir bhi kam par zaiyge ye zindgi. Aise taise, taas ke patto zaise simte hue hai ye zindgi.
Zaise bhi hai ye zindgi, jina seekh liziye.