umeed

Ek umeed liye jiye ja rahe hai zindgi ko, na-umeede me zate to ho zate fana. Itne chote se is zindgi me kyun khicataani kiye chale zate hai hum khud he khud me?

Apne parchaiye, apne aahat se kyun iss kadar hue zate hai ruswa hum ki auroo ke tukree ke aasiyano ki zarurat aa parte hai hame.

Kuch kho gaye, kuch ruswa ho gaye, ho gaye kuch kaidee auroo ki yadoo me. Aur chand kuch zite gaye zindgi ko apne marzi se, mast aur madmast hue.