sehar

Samete za rahe hai yadoo ko is sehar se hum. Khusio se bhari ye chand lamho ko, liye za rahe hai saath hum. Ban zainge ye yaddain hamare, simte rahenge ge dil ke sirhanome hamare.

Zindgi ki zadozahad me, paiso ki aise numyeesh hai lage ki riste bhi uske ird/gird se ho gaye hai.

Kya din the wo, bematlab, matmaule bachpean ke jab dosti numaiyeesh ki mohtaaz nahi the.