Umeed

Ek umeed laga baithe the ankho ke age, jine ko tay kar liya tha ek maksad ke saath. Socha tha abb zindgi chal padege, mann chahcha uthega aur pholo ke khusbo me san zaige mukaan hamari.

Hame kya pata tha ki umeed hame bas khud se karna chahiye, auroo ke saath maksad kabhi bhi badal sakte hai. Apke umeed auroo ki na-umeede ho zaige.