Yaadon ka kya kare, ache ya buri, jo bhi sahi. Zindagi ke guzre hue panno ka kya kare, ache ya bure hi sahi.
Ab ke zine me jo maza hai, ab ke zindgi me karne ko itna kuch pada hai.
Kyun jana baar baar yadoo ke galiyare me. Kyun jana, dafan hona bite hue zindgi ke lamho me.
Kitna kuch to hai karne ko abhi, kitna lamha to hai jine ko abhi. Kyun le zana wapas khud ko yadoo ke samabaar me. Kyun hai khona hame yadoo ke bawandaar me.
Hum abb mae jite hai zindagi ko zinda dili se. Guzre hue waqt me zake kyun bahaye aansoo.