kitne gamo ko sanjoi baithe hai, kitne kahaniyo ko dafan kar diya hai humne. Na zane kya khawaih rahi hai dil ki.
Koi kehta hai ki hum tanha he sahi magar manmarji ji rahe hai. Koi raah chalte hamare akelepan pae kasheede padhe chala jata hai.
Apne muqaddar ko khud he likhne ki jo kawayat hai mere gamo ke raah hote gujarati hai wo.
Kaise kar sakte hai apne taqdeer ko khuda ke hawale bina kisi kawayat ke, koi khud he chal kar thore aa zaiga duniya me hamare?
Jiye ja rahe hai khud se apni zindgi ko, chale za rahe ha apne muqaddar ko sang liye, badal rahe hai haatho ki lakroo ko.