Zindgi

Zite gaye hum zindgi apne, mast hue madmast hue. Jhumte gaye apni duniya me, bekaauf, bewaak, beparwaah.

Zindgi hai hamare, zina hai hame, kiske panah me zaye hum, asaara le hum kiska zab hai ye zindgi bus khud ke liye.

Zindgi koi khel thore he hai zo kaat diya ya zor diya. Ye zindgi to bas zine ki hai, bina soche aur madmast hue.

Ho kya gaya hai zamane ko, kyun zindgi ko zine ka zariyaa dhunde lage hai sab? Kya uperwale ne bata bheja tha hame ki zineee kaise hai ye zindge hame? Zindgi ko zahaanum banane me waqt he kitna lagata hai, judaai ya jillat auroo se he to milta hai. ka ye zariya he to hai, warna kya padi hai hame zindgi

Kaante, tanhayee, ruswayee, judayee sab to zindgi ke pehlu hai? Kyun sisak padte hai, kho zate hai zillat me, gumnaam ho zate hai hum inme? Aise kaise zindge zite jate hai hum?

Zindgi hai jiye zaa rahe hai, julmo aur sitam ko liye za rahe hai, zaher he sahi piye za rahe hai. zindgi hai ziye za rahe hai