Sahara

Sahare ki talaash me zindgi gujar zati hai kuch ki,
kuch dafan ho zate hai adheer umer me.

Apni iss zindgi ka humne aisa kya kiya zo zindgi zahanuum se mehsoon hoti hai hame akele?

Kya ye hum hai jo dar-bedar bhatak rahe hai apne chaahat liye, ya ye zamaana hai jo kar raha hai hame gumraah?

Ye bhag dauud bheer chal ke maffik mehsoos karta hun auroo ko bhagta dekh ke.

Hum apne taqdeer khuda se mang sakte hai , phir ek sahare ke liye kyun bhatak rahe hai dar-dar begahar?

Kyu khud ko khud se itne taqleef hai jo zindgi jine ke liye sahare ki khooj me nikal padte hai hum?