Ek Junoon hai, kuch kar guzarne ki chahhat hai. Ek ladakpaan sa jaan padta hai zindgi ko jine ka jasba.
Naaumeede, sitam, gum aur kuch naakamiyoo ke sitam ka kuch aser sa hota jaan nai padta.
Agar khud me hai khude ke saath kuch karguzarne ka junoon. Kya khuda, kya koi auur rook satka hai bhala?
Khud ki zindgi ko apne marzi se zinge ke liye khudi aur junoon ka jasba jaruri hai. Kyun kare hum parwaah kisi auur ka?