Muskile

Muskile jo bhi aaye, ji lenge hum. Har muskil se kar lenge samna hoker nidar. Insaan hai ji hum, humne pathar pighlaye hai aur chaand ke chakkar lagaye hai.

Kya nai kar sakte hum agar hausla hai. Kya nahi kar sakte hum agar kuch kar guzarne ki kavayaat hai.

Insaan bann jine ka mauka kuch ko hi diya hai uperwale ne. Baki sab kideee-makaude hai ji.

Apne khuskismate ko taqdeer bana lete hai aur ho zate hai apni manzil ke taraf apne kadam liye.

Zindgi hai mere, jina hai mujhe apni marzi se nidar aur bekhauff.