Kho jate hai hum khud me itne ki har waqt har lamha gujar zata hai Chand Minto mae. Hum phir waqt ko yaad karne lag zate hai. Wo bhule bichre palo ko jab hum masoom the, Jab duniya ki koi fikr nai the hame, Jab dunya hamare ab is waqt me the.
Hum itne mashgool ho ga hai ab is zamane me ki apne ko bhul Gaye hai. Bhage ja rahe hai kuch pane ke chaah liye. Waqt waqt me waqt ke hue za rahe hai be waqt.
Kya the hum bachpan me, kya the hamare zarurate. Kaise hamne sabkuch inte zaldi ruswa kar diya. Kya phir hum us bachpaan me Jake un dino me ze sakte hai kya bhala. Kya hum khud me phir se kho za sakte hai kya Bina kise ka parwah kiye.