Seepiyo mae Sanjo Rakhi hai zindagi ki yadoo ko kuch khatti aur kuch mithi.
Pal do pal hum kho jate hai khud me, aise waqt me chal padte hai sandook ki taraf aur nazar dalne lagte hai in seepiyo mae.
Hum zindagi to zite hue he fannah ho zate hai, chor jate hai chand Lamhe apno ke saath. Kuch lamhe jinme hum khud ke he reh zate hai aur kuch hame Rula dete hai.
Aap na chaah kar bhi inn yadoo ke karwat le he lete ho. Kya ye apki majboori hai ya jine ka jariya.