Umedoo mae bane hai duniya mere. Jite ja rahe hai hum zindgi ko is kadar isme ki ab mae aur inme koi farq nai dikhta.
Chote se is zindgi ko hum ab me zete hai magar wo umeed he to hai jinke bal bute kal ke zariya banate hai ham.
Kya jine is zindgi ko naa-umeede mae zab hai sabkuch diya uska, jab hai wo hamare saath par har pal. Hum maula ke karzdaar hai. Unke de hue zindgi hai yae. Unke hawale hai sabkuch.
Hum, aaz is pal mae ziye za rahe has mast mad mast aur chor diya hai umeed unke hawale.