Kho jate hai hum rasmo rivajo mae, gum ho jate hai khud se, waqt har waqt khud ko dhundne ki lalak me simte rehte hai. Unke liye har waqt har muqam ke liye mauzood hai hum. Hamne khuda se kuch maqt ki mahulat mangi hai is gunzaish mae ki khud ko dhund lenge hum. Hum …
Tag Archives: parchai
parchai
apni parchai me hum unko dekh liya karte the kabhi, ab to aalam ye hai ki parchai se dur bhag jane ko ji karta hai. Itne sapne dikhaye the hame un dino zindgi nae, ab to sapne me zane se bhi darta hai. Milna, bicharna to ab mausum sa jano lagta hai. Ek cheeze he …
parchai
Kisko dhund rahe hai hum apni parchai me, kya chahiye hame khud sae?Apne hue hum khud ke liye, apne hue hum apno ke liye phir bhi kya talaash hai hai jiske piche hai hum. Kya hum gumm hai gumnami me khud se? Kaise sabkuch hote hue bhi bhatak rahe hai hum? Kiski talaash hai, kya …