Umedoo mae bane hai duniya mere. Jite ja rahe hai hum zindgi ko is kadar isme ki ab mae aur inme koi farq nai dikhta. Chote se is zindgi ko hum ab me zete hai magar wo umeed he to hai jinke bal bute kal ke zariya banate hai ham. Kya jine is zindgi ko …
Tag Archives: umeed
umeed
Ummedo ki chadar tane sapno ko sakar karne, nikal chale hai is duniya mae hum, bekauff, madmasst apni chaal mae. Hum beparwah hai auroo ke kehne sunne ka, hum apne zindgi ko naya mukaam apni mehnat se de rahe hai. Is koshis me ki kuch malaam na reh zaye kabr me zate zate. Kuch hame …
Umeed
Ek umeed laga baithe the ankho ke age, jine ko tay kar liya tha ek maksad ke saath. Socha tha abb zindgi chal padege, mann chahcha uthega aur pholo ke khusbo me san zaige mukaan hamari. Hame kya pata tha ki umeed hame bas khud se karna chahiye, auroo ke saath maksad kabhi bhi badal …
Umeed
Ek umeed ka daaman thame hue hai, ek door se bana rakha hai umeed ko zindgi ke saath. Kya Nahi ho Sakta umeed ke Saath? Umeed hogi, josh Hoga, Junoon Hoga, Kuch kargujarne ki chaahat aur badhege. Kitne ja chuke hai kabr me na-umeede liye, mitti naseeb hue magar chahaat ke mohaz rahe. Umeed akale …