pehchaan

Apne ek pehchaan liye bhatak rahe hai dar badar. Auroo me khud ko talashne ki ek aadat se jo ban padi hai zindgi. Sab me apno ko he dhunde lag gaye hai.

Apni pehchaan ke khatir kya se kya na bann gaye. Kal jo the aaz na rahe, waqt ke saath khud ko badal zo liya. Mel-Jol aise bana li humne sukh-dukh ke saath he pehchaan sae hum gumm ho liye.

Apne chahat ko liye aise bhatak rahe hai hum ki koi pysaa paani ke liye taras raha ho zaise,kuan to hai lekin rassi nai jo paani mil sake. Apni pehchaan liye pyaasa he fana ho zaiga sayad.

Apne aap ke liye kya kiya, apne pehchaan ne khud kya diya? Ek din mitti me milne kae baad kya raja, kya rank aur kiski kya pehchaan?