Manzil

Humne banaya hai khud se rasta. Hum chal rahe hai apne manzil par, pal har pal. Kuch karne ka jasba hai aur kuch kar gujarne ki khwis hai.

Hum yuhi nai pal bhar me maksad bana lete hai. Hum yuhi pal bhar me nai manzil paa lete hai. Dhire dhire adig and agrassar hue chalte chalte jate hai. Tab za kar hum apni manjil ko hasil kar pate hai.

Apne zindgi ke kuch chand palo ko kaise koi ji sakta hai be maksad. Apne zindgi ke kuch chand palo ko kaise ji sakta hoke auro pe nirbhar.

Hum hai khud se bane, hosla hai, himmat hai. Khud se he rasta bana liya hai to manzil bhi mil he zaige.