Tanha he to hai hum, dhund rahe hai apne parchai auroo me. Diya salai, kaagaj kalam aur suee dhagee ke mafik jor rahe hai khud ko auroo se. Kya hum ayee nahi the akele is jahan me? Kya humne aasiyaana banane ka socha nahi tha khud ke liye? Apne aap se ji nahi sakte kya …
Category Archives: Poems
jina seekh liziye
Aise he hai zindgi, jina seekh liziye. Kitne aaye, kitne gaye, riste bane, sapne saze aur zindgi chalti gaye. Sabne kaha aise ziyo, kuch ne kaha waise ziyo, baaki kuch saath rahe hamere. Chal rahe thee saath kuch pal tak aur phir kinare me ho liye juda, zindgi phir bhi chalti rahi. Apne, paraye, zulm, …
bhool gaye
Kya hum bhool gaye unhe, kya humne dafan kar diya unko- unke kurbaniyoo ke sang? Desh ko banane wale un kaargaar kisanoo aur majduroo ko, marne diya humne unko raste pe, chor diya unko unke badkismatee pe. Kya thi galti unke? Paida hue the wo garib, adham ya jaati dand bhog rahe the samaaj ka? …
Kaun?
Hai kaun mera, ji raha hun kiske liye mae? Apne aap se ye poochte jata hun mae. Duniya ki mano to jine ke liye sabko ek saathi ki jarurst hote hai, jita nahi hai koi akelepan me. Pata nahi kya nikala logo ne akelepan ka matlab? Apne yadoo aur apne zindgi ko apne marze se …
Zindgi
Zite gaye hum zindgi apne, mast hue madmast hue. Jhumte gaye apni duniya me, bekaauf, bewaak, beparwaah. Zindgi hai hamare, zina hai hame, kiske panah me zaye hum, asaara le hum kiska zab hai ye zindgi bus khud ke liye. Zindgi koi khel thore he hai zo kaat diya ya zor diya. Ye zindgi to …
Zindgi
Apni zindgi ko kyun hum kar dete hai kisi aur ke hawale. Kyun hum ho zate hai mohtaaz bhale kisi aur ke. Zindgi hai kuch lamho ki, khel khel me zate hai ye nikal. Is chote se zindgi ko kya humne dekha nahi gahryee se. ye bechaini, ghutan aur ruswaye, kyun rakhte hai itne naa-umeedee? …
if
If you can keep your head when all about you Are losing theirs and blaming it on you, If you can trust yourself when all men doubt you, But make allowance for their doubting too; If you can wait and not be tired by waiting, Or being lied about, don’t deal in …
dreams
Many died with their dreams, many lived through without a dream, many surrendered themselves, their dreams. Was it time, situations or was it not just enough fire to fulfill their dreams? Dreams are all we have, dreams are what we live for, dreams give us purpose and meaning. Keep on dreaming.