Kal tak apni naakami ka maatam manaye za rahe the.Aaz hamara zanaza ja raha hai.Apne na-umeede me hum simte rahe zindgi bhar.Kisi se kuch paya nai, bas lalak se reh gaye the dil me. Sab tha uper wale ka diya hua hamare paas, bus ek jine ka zariya nai tha. Koi maksad aisa tha he …
Category Archives: Poems
parchai
apni parchai me hum unko dekh liya karte the kabhi, ab to aalam ye hai ki parchai se dur bhag jane ko ji karta hai. Itne sapne dikhaye the hame un dino zindgi nae, ab to sapne me zane se bhi darta hai. Milna, bicharna to ab mausum sa jano lagta hai. Ek cheeze he …
manzil
Har ek rasta mazil ko nai zata, har ek log apki zindagi bhar ke saathi nai rehte. Hum kyun umeed karte hai zindagi se, hum kyun zite hai zindgi ko kisi aur ke asree me. Apni zindagi ke hai hum rakhwale phir bhi bhatak zate hai hum bar bar aur dil ke ek kinare me …
Pagal
Pagal hai tu Aisa kahte hai duniya usess. Duniya ko wo pagal kehte phirta hai. Kya sab ke sab pagal hai. Pagal ke pagalpan me ek mayusi se hai, kuch na hone ki khusi hai aur pal ko is pal me jine ka gurur. Kitne pagal hai hum sab Jo us pagal ke tareh pagal …
waqt
Waqt aur zindgi ka kya hai rista?Ek Suee-Dhage ke mafik smajhliziye. Waqt agar tili hai to zindgi ek chingari. Hamae waqt me hum khud ke ho zate hai aur be-waqt hum zindgi auro ko kiye dete hai. Heer-Ranjha, Laila-Majnu, Romeo-Juliet nae apne waqt ko auro ke zindgi me kar diya fana. Is waqt hum yaar …
waqt
Khoya kya hai humne iss waqt ke siva?Ye Daulat, Sohrat, Ishq aur rushwaiyaa waqt ka hissa he to hai. Aaz waqt ke saath hum the, hum waqt ke ho liye. Kal hum waqt se fana huye ek aur duniya ko chale zainge. Ye waqt he hai jo hai is zindgi ka. Aur waise bhi hai …
pehchaan
Apne ek pehchaan liye bhatak rahe hai dar badar. Auroo me khud ko talashne ki ek aadat se jo ban padi hai zindgi. Sab me apno ko he dhunde lag gaye hai. Apni pehchaan ke khatir kya se kya na bann gaye. Kal jo the aaz na rahe, waqt ke saath khud ko badal zo …
Akelapan
Akelapan hai khud mae majboori sae zine ko, yae ek bimari he to hai. Sabkuch hote hue bhi koi nai apna, sabkuch khokhalapan sa jaan padta hai. Hum paraye me apne ko dhundte hai, apno me kuch bacha he nai hai ab baat karne ko. Ek nai aneek cheezo mae kho zate hai apne akelepan …
Duniya
Khoye hue hai hum apni ek aise zahan me ki khud me hai magan. Ek zindgi aise bana li hai ki bass khud mae he subkuch hai. Zindgi ka har waqt har pal khud mae he to jina hota hai. Kyun ho zate hai hum chakachaundh bhare duniya kae. Kaise bhul zate hai hum khud …
Kasme
Kasme wade khaye the, haath pakad kar saath chalne ke liya. Kya hua kyun ho gaye anjan? Hum ab kya galti ginne za rahe hai, hun kya gamo me ghut Zane Lage hai. Kya the, Kiya hua. Pyar ki kasme khate the, ab pyar se dur bhagte hai. Ek he duniya the kaise itne badal …