Skip to content

atul jha

koolhead17

  • Home
  • Twitter
  • Linkedin
  • Subscribe

Category Archives: Poems

Kissa

Apni Zindgi ka kissa likh rahe hai,Apne zindgi ke panno pe, kismat ki sayahi se. Dawaat ka rang bhi mausam ke zaise badal zata hai, hum jab madmast hai tab alag aur jab gam me dube hai tab lag. Kabhi lagta hai ki kuch likh rahe hai, kabhi bas dhabba sa chor dete hai. Hum …

Continue reading “Kissa”

Posted byAtulOctober 4, 2021October 4, 2021Posted inPoemsTags: kissaLeave a comment on Kissa

Sahara

Sahare ki talaash me zindgi gujar zati hai kuch ki,kuch dafan ho zate hai adheer umer me. Apni iss zindgi ka humne aisa kya kiya zo zindgi zahanuum se mehsoon hoti hai hame akele? Kya ye hum hai jo dar-bedar bhatak rahe hai apne chaahat liye, ya ye zamaana hai jo kar raha hai hame …

Continue reading “Sahara”

Posted byAtulSeptember 24, 2021Posted inLife, PoemsTags: SaharaLeave a comment on Sahara

Ishq

Liya apne zindgi ko, kar diya unke hawale. Ban gaye sagird unke, ho liye unme magan, hue masroof aise ki duniya unme he bana li. Phir ho liye ru-baru khud se, sachai se, apne naadani se. The kya hum, kya ho gaye. Aisa kya kiya, aise kyun hue hum unpe kayal. Khudgarz hua karte the …

Continue reading “Ishq”

Posted byAtulSeptember 5, 2021Posted inLife, PoemsTags: IshqLeave a comment on Ishq

Tamasha

Tamasha he to hai, sab jaan padte hai behrupiyee sabhi. Tamasha he to hai, sabkuch chakachaundh ke andhkaar me simat sa zo gaya hai. Jee rahe hain ek chaalchitra ke bhitar, baant rahe hai apni hunar ko gairo ki chaah ke liye. Apne khud ki zindgi khud se itne duur jaan padte hai ki asliyat …

Continue reading “Tamasha”

Posted byAtulJune 3, 2021June 3, 2021Posted inIdeas, Life, PoemsTags: TamashaLeave a comment on Tamasha

Umeed

Ek umeed laga baithe the ankho ke age, jine ko tay kar liya tha ek maksad ke saath. Socha tha abb zindgi chal padege, mann chahcha uthega aur pholo ke khusbo me san zaige mukaan hamari. Hame kya pata tha ki umeed hame bas khud se karna chahiye, auroo ke saath maksad kabhi bhi badal …

Continue reading “Umeed”

Posted byAtulJanuary 31, 2021Posted inPoemsTags: umeedLeave a comment on Umeed

Desh

Desh ka kya hai ji, chalta he rahega. Achai, Burai, Aamir, Garib sab isme he simte hai. Hota ye hai ki bas numainde aur siyasatdar badalte rehte hai. Garib ke phatehaal ko kaun dekhta hai Ji, isme koi chuski ya mazza thore he hai. Kisan jiye ya mare, hai to wo khud pe he. Nikal …

Continue reading “Desh”

Posted byAtulJanuary 29, 2021Posted inPoemsTags: DeshLeave a comment on Desh

zindgi

Apni zindgi ko kyun koste hai hum itna? Kyun zindgi jee lete hai zazbatoo aur zilatoo me? Apni zindgi khud ki hote hoye bihi hum kyun ho jate hai gulaam itna auroo ke uper? Kya hai ye bebasi, lachari, tanhai? Ye sab zindgi ka hissa he to hain. Kyun nahi ziye zate hai hai zindgi …

Continue reading “zindgi”

Posted byAtulDecember 26, 2020Posted inPoemsTags: ZindgiLeave a comment on zindgi

Umeed

Ek umeed ka daaman thame hue hai, ek door se bana rakha hai umeed ko zindgi ke saath. Kya Nahi ho Sakta umeed ke Saath? Umeed hogi, josh Hoga, Junoon Hoga, Kuch kargujarne ki chaahat aur badhege. Kitne ja chuke hai kabr me na-umeede liye, mitti naseeb hue magar chahaat ke mohaz rahe. Umeed akale …

Continue reading “Umeed”

Posted byAtulDecember 13, 2020Posted inLife, PoemsTags: umeedLeave a comment on Umeed

sehar

Samete za rahe hai yadoo ko is sehar se hum. Khusio se bhari ye chand lamho ko, liye za rahe hai saath hum. Ban zainge ye yaddain hamare, simte rahenge ge dil ke sirhanome hamare. Zindgi ki zadozahad me, paiso ki aise numyeesh hai lage ki riste bhi uske ird/gird se ho gaye hai. Kya …

Continue reading “sehar”

Posted byAtulDecember 10, 2020Posted inLife, PoemsLeave a comment on sehar

umeed

Ek umeed liye jiye ja rahe hai zindgi ko, na-umeede me zate to ho zate fana. Itne chote se is zindgi me kyun khicataani kiye chale zate hai hum khud he khud me? Apne parchaiye, apne aahat se kyun iss kadar hue zate hai ruswa hum ki auroo ke tukree ke aasiyano ki zarurat aa …

Continue reading “umeed”

Posted byAtulDecember 9, 2020Posted inLife, PoemsLeave a comment on umeed

Posts navigation

Newer posts 1 2 3 4 Older posts

Recent Posts

  • meaning
  • Efficiency
  • Uncertainty
  • closet
  • Pagal

Categories

  • Book Reading Notes
  • Cloud
  • Fiction
  • Gnu/Linux
  • Ideas
  • India
  • Life
  • OpenStack
  • Photos
  • Poems
  • Product
  • python
  • Random Thoughts
  • RoR
  • starting-up
  • startups
  • Stories
  • Technology
  • Travel
  • Ubuntu
  • Uncategorized

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner

atul jha, Proudly powered by WordPress.