ek mukaam pe log mil zate hai, zindgiyaan mil zati hai, mil zata hai jine ka asra aur ho zate hai zindgi ko jine ke liye agrsar. kitne duvidha se likhe hai zindgi hamare, kuch pal kuch humsafar mil zate hai zindgi mae, dae zate hai sahara aur kuch khusi. Zindgi waise bi to chand …
Tag Archives: Zindgi
zindgi
Apni zindgi ko kyun koste hai hum itna? Kyun zindgi jee lete hai zazbatoo aur zilatoo me? Apni zindgi khud ki hote hoye bihi hum kyun ho jate hai gulaam itna auroo ke uper? Kya hai ye bebasi, lachari, tanhai? Ye sab zindgi ka hissa he to hain. Kyun nahi ziye zate hai hai zindgi …
Zindgi
Zite gaye hum zindgi apne, mast hue madmast hue. Jhumte gaye apni duniya me, bekaauf, bewaak, beparwaah. Zindgi hai hamare, zina hai hame, kiske panah me zaye hum, asaara le hum kiska zab hai ye zindgi bus khud ke liye. Zindgi koi khel thore he hai zo kaat diya ya zor diya. Ye zindgi to …