Yadoo

Samet laye hai yadoo ko apne sang. Khatte, Mithe yadaain.Reh zainge Zindgi bhar dil ke kisi kone mae. Kitna kuch to hai zindgi me hamare, kitne panno ko hum yadoo se sanjo rakhte hai. Hum zee zate hai in yadoo ke sahare. Ek alag galiyare me kilkari karte hue masoom ke maafik bhatakte rehte hai …

Dil

Dil lagane me aise masgool ho gaye ke zindgi jine se mehroof reh gaye. Jina tha zindgi sadgi se, jina tha zindgi apne khudi se. Par kambakhat Ishq ki bemaari mae aise phase ke koi mauka na mila zindgi ko jine ka dilaggi ke alawa. Tukde tukde me baante gaye dil ko khairaat samajh ke, …

Darr

Darr darr ke ze liya aye zindgi humne tumhe. Har Waqt ziye darr ki parchai mae. Aisa kya hua hame zo zindgi parchai se bann gaye dar ke kale kambal odhe. Hum khud ke hua karte the kabhi, mast the, madmast the apni chaal aur dhun mae. Kya hua zindgi ko hamare, kaise laga ye …

Ishq

Liya apne zindgi ko, kar diya unke hawale. Ban gaye sagird unke, ho liye unme magan, hue masroof aise ki duniya unme he bana li. Phir ho liye ru-baru khud se, sachai se, apne naadani se. The kya hum, kya ho gaye. Aisa kya kiya, aise kyun hue hum unpe kayal. Khudgarz hua karte the …