Tamasha he to hai, sab jaan padte hai behrupiyee sabhi. Tamasha he to hai, sabkuch chakachaundh ke andhkaar me simat sa zo gaya hai. Jee rahe hain ek chaalchitra ke bhitar, baant rahe hai apni hunar ko gairo ki chaah ke liye. Apne khud ki zindgi khud se itne duur jaan padte hai ki asliyat …
Category Archives: Poems
Umeed
Ek umeed laga baithe the ankho ke age, jine ko tay kar liya tha ek maksad ke saath. Socha tha abb zindgi chal padege, mann chahcha uthega aur pholo ke khusbo me san zaige mukaan hamari. Hame kya pata tha ki umeed hame bas khud se karna chahiye, auroo ke saath maksad kabhi bhi badal …
Desh
Desh ka kya hai ji, chalta he rahega. Achai, Burai, Aamir, Garib sab isme he simte hai. Hota ye hai ki bas numainde aur siyasatdar badalte rehte hai. Garib ke phatehaal ko kaun dekhta hai Ji, isme koi chuski ya mazza thore he hai. Kisan jiye ya mare, hai to wo khud pe he. Nikal …
zindgi
Apni zindgi ko kyun koste hai hum itna? Kyun zindgi jee lete hai zazbatoo aur zilatoo me? Apni zindgi khud ki hote hoye bihi hum kyun ho jate hai gulaam itna auroo ke uper? Kya hai ye bebasi, lachari, tanhai? Ye sab zindgi ka hissa he to hain. Kyun nahi ziye zate hai hai zindgi …
Umeed
Ek umeed ka daaman thame hue hai, ek door se bana rakha hai umeed ko zindgi ke saath. Kya Nahi ho Sakta umeed ke Saath? Umeed hogi, josh Hoga, Junoon Hoga, Kuch kargujarne ki chaahat aur badhege. Kitne ja chuke hai kabr me na-umeede liye, mitti naseeb hue magar chahaat ke mohaz rahe. Umeed akale …
sehar
Samete za rahe hai yadoo ko is sehar se hum. Khusio se bhari ye chand lamho ko, liye za rahe hai saath hum. Ban zainge ye yaddain hamare, simte rahenge ge dil ke sirhanome hamare. Zindgi ki zadozahad me, paiso ki aise numyeesh hai lage ki riste bhi uske ird/gird se ho gaye hai. Kya …
umeed
Ek umeed liye jiye ja rahe hai zindgi ko, na-umeede me zate to ho zate fana. Itne chote se is zindgi me kyun khicataani kiye chale zate hai hum khud he khud me? Apne parchaiye, apne aahat se kyun iss kadar hue zate hai ruswa hum ki auroo ke tukree ke aasiyano ki zarurat aa …
tanha
Tanha he to hai hum, dhund rahe hai apne parchai auroo me. Diya salai, kaagaj kalam aur suee dhagee ke mafik jor rahe hai khud ko auroo se. Kya hum ayee nahi the akele is jahan me? Kya humne aasiyaana banane ka socha nahi tha khud ke liye? Apne aap se ji nahi sakte kya …
jina seekh liziye
Aise he hai zindgi, jina seekh liziye. Kitne aaye, kitne gaye, riste bane, sapne saze aur zindgi chalti gaye. Sabne kaha aise ziyo, kuch ne kaha waise ziyo, baaki kuch saath rahe hamere. Chal rahe thee saath kuch pal tak aur phir kinare me ho liye juda, zindgi phir bhi chalti rahi. Apne, paraye, zulm, …
bhool gaye
Kya hum bhool gaye unhe, kya humne dafan kar diya unko- unke kurbaniyoo ke sang? Desh ko banane wale un kaargaar kisanoo aur majduroo ko, marne diya humne unko raste pe, chor diya unko unke badkismatee pe. Kya thi galti unke? Paida hue the wo garib, adham ya jaati dand bhog rahe the samaaj ka? …