khwab

Apne khwab liye chal pade hum is kasbe se us saher ki aur is umeed me ki zindagi ne kuch acha sanjo ke rakha hai. Sapne to Kai hai aur pura karne ka hausla bhi hai. Bas kuch waqt ke liye mayusi aum gum ka andhkaar AA Zara hai. Ek khud ke kasmokash ka dwandyudh …

Hum

Hum syahi se raste banate za rahe hai. Ek umeed mae ki mazil ek ho mil zaige. Is zindgi ke pal he hai kuch gine chune, chalte chalte raste pae chal chalo is umeed mae ki mukaam mil zaye. Hum kabhi tanha hote hai kabhi logo kae sailaab mae doob zate hai. Hum khud pe …

umeed

Ummedo ki chadar tane sapno ko sakar karne, nikal chale hai is duniya mae hum, bekauff, madmasst apni chaal mae. Hum beparwah hai auroo ke kehne sunne ka, hum apne zindgi ko naya mukaam apni mehnat se de rahe hai. Is koshis me ki kuch malaam na reh zaye kabr me zate zate. Kuch hame …