Tanhai

Apni tanhai liye bhatak rahe hai hum. Apni zindgi ki kahane kise sunaye hum. Is chakachaud mae sab gum hai, is bhagdaur me sab bhatak gaye hai. Hai kya kisi kae paas hamare kahane sunne ka waqt, hai kya kisi ke paas zindgi jine ka maksad. Sab bhag rahe hai, pata nahi kiske talaash mae. …

waqt

Kho jate hai hum khud me itne ki har waqt har lamha gujar zata hai Chand Minto mae. Hum phir waqt ko yaad karne lag zate hai. Wo bhule bichre palo ko jab hum masoom the, Jab duniya ki koi fikr nai the hame, Jab dunya hamare ab is waqt me the. Hum itne mashgool …

maatam

Kal tak apni naakami ka maatam manaye za rahe the.Aaz hamara zanaza ja raha hai.Apne na-umeede me hum simte rahe zindgi bhar.Kisi se kuch paya nai, bas lalak se reh gaye the dil me. Sab tha uper wale ka diya hua hamare paas, bus ek jine ka zariya nai tha. Koi maksad aisa tha he …

waqt

Waqt aur zindgi ka kya hai rista?Ek Suee-Dhage ke mafik smajhliziye. Waqt agar tili hai to zindgi ek chingari. Hamae waqt me hum khud ke ho zate hai aur be-waqt hum zindgi auro ko kiye dete hai. Heer-Ranjha, Laila-Majnu, Romeo-Juliet nae apne waqt ko auro ke zindgi me kar diya fana. Is waqt hum yaar …

waqt

Khoya kya hai humne iss waqt ke siva?Ye Daulat, Sohrat, Ishq aur rushwaiyaa waqt ka hissa he to hai. Aaz waqt ke saath hum the, hum waqt ke ho liye. Kal hum waqt se fana huye ek aur duniya ko chale zainge. Ye waqt he hai jo hai is zindgi ka. Aur waise bhi hai …